Sunney wala aik
Sunney wala aik had tak sunta hai
Dil phir jese pathar ho jata hai,
Shurru mein sab key lehejay aalishan hotey hein
Phir lafzon mein jese zahr ho jata hai.
سننے والا ایک حد تک سنتا ہے
دل پھر جیسے پتھر ہو جاتا ہے
شروع میں سب کے لہجے عالیشان ہوتے ہیں
پھر لفظوں میں جیسے زہر ہو جاتا ہے